Meri yaad mein tum na, aansoo bahaana Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana Samajhna ke tha ek, sapna suhaana Woh guzra zamaana, mujhe bhool jaana Meri yaad mein Juda meri manzil, juda teri raahen -2 Milengi na ab teri meri nigaahen Mujhe teri duniya se, hai door jaana Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana Meri yaad mein Yeh ro ro ke kehta hai, toota hua dil -2 Nahin hoon main eri mohabbat ke kaabil Mera naam tak apne, lab pe na laana Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana Samajhna ke tha ek, sapna suhaana Woh guzra zamaana, mujhe bhool jaana Meri yaad mein